Likoria Kya Hai Is Ki Wajohat Kya Hain Aur Likoria Ka Ilaj Kya Hai. Is Marz Mein Aurat Ko Haiz Ke Ilawa Lais Dar Sufaid Mada Nikalta Hai Khas Tor Par Subha Ke Waqat. Aur Din Me Kai Bar Aesa Bhi Hota Hai. Kam Umari Mein Ye Sufaid Rang Ki Aur Ziada Umar Me Pehlat Wala Mada Hota Hai. Aj Kal 99% Khawateen Mein Ye Marz Paya Jata Hai Hai.
Likoria Ke Nuksanat
To Pehle Ye Jan Letay Hain Ke Likoria Ke Nuksanat Kya Ho Sakte Hain. Sub Se Pehla Nuksan To Kawateen Roz Ba Roz Kamzor Hona Shuru Ho Jati Hain. Chehray Ka Rang Pheeka Parna Shuru Ho Jata Hai. Jism Kamzor, Ankhon Ke Gird Siyah Halke, Kamar Me Dard, Sir Chakrana Shuru Ho Jata Hai. Tabyat Sust Rehti Hai, Peshab Ki Hajat Ziada Aur Jal Kar Ati Hai. Aur Is Ki Waja Se Pregnancy Ke Chance Boht Kam Ho Jatay Hain. To Agar Aesa Hota Hai To Foran Is Ka Ilaj Karen.
To Nechay Aik Mukamal Desi Nuskha Share Kia Hai Jis Se Ap Ko Fori Fayda Nazar Aye Ga. Agar Hum Se Tayar Herbel Desi Nuskha Likoria Ka Ilaj Mangwana Chahen To Abhi Rabta Karen 21 Din Ki Medicine Hai Lakin Farq InshaAllah 7 Din Mein Nazar Ana Shuru Ho Jai Ga. To Abhi Call Ya Whatsapp Kar Sakte Hain.